Barsaat Ke Din Aaye Mulakat Ke Din Aaye Lyrics
Barsaat Ke Din Aaye Mulakat Ke Din Aaye Song is sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu with music composed by Nadeem Saifi, Shravan Rathod and lyrics written by Sameer. The song features Bobby Deol, Bipasha Basu, Priyanka Chopra.
Barsaat Ke Din Aaye Mulakat Ke Din Aaye Lyrics in English
Song Name: Barsaat Ke Din Aaye
Movie: Sublime Love Story
Barsaat ke din aaye
Mulaqat ke din aaye
Betaabiyon ke
Sharaare beetche hain
Yeh saawan ki
Rimjhim jhadi hain
Kadam bekhudi mein
Behakne lage hain
Yeh madhoshiyon
Ki ghadi hain
Barsaat ke din aaye
Mulaqat ke din aaye
Hum soch mein the jinke
Us raat ke din aaye
Barsaat ke din aaye
Barsaat ke din aaye
Jalte rahe hum khayalo ke
Lau se sahi humne barso judaai
Cham cham barasti suhani
Ghata ne ajab si agan hain lagai
Barsaat ke din aaye
Mulaqat ke din aaye
Hum soch mein the jinke
Us raat ke din aaye
Barsaat ke din aaye
Barsaat ke din aaye
Na tum hosh mein ho
Na hum hosh mein hain
Behak jaaye na
Tum sambhalo hamein
Gujarish yahi hain tamannao ki
Sanam baajuo mein tha lo humein
Jasbaat ke din aaye
Mulaqat ke din aaye
Hum soch mein the
Jinke us raat ke din aaye
Barsaat ke din aaye
Barsaat ke din aaye
Deewani deewani
Jawani mastani
Garm saanson
Mein toofan hain
Deewana deewana
Sama hain deewana
Jara si chahat bhi
Beimaan hain
Dhua sa uthe hain
Kahi jism se
Kaho baadlo se
Baraste rahe
Saha jaaye na yeh
Judaai ka gum
Bhala kab talak
Hum taraste rahey
Baraat ke din aaye
Mulaqat ke din aaye
Hum soch mein the jinke
Us raat ke din aaye
Barsaat ke din aaye
Barsaat ke din aaye
Barsaat ke din aaye.
Music Video
Barsaat Ke Din Aaye Mulakat Ke Din Aaye Lyrics in Hindi
बरसात के दिन आये
मुलाक़ात के दिन आये
बेताबियों के
शरारे बीचे हैं
यह सावन की
रिमझिम झड़ी हैं
कदम बेखुदी में
बहकने लगे हैं
यह मदहोशियों
की घडी हैं
बरसात के दिन आये
मुलाक़ात के दिन आये
हम सोच में थे जिनके
उस रात के दिन आये
बरसात के दिन आये
बरसात के दिन आये
जलते रहे हम खयालो के
लौ से सही हमने बरसो जुदाई
चम् चम् बरसती सुहानी
घटा ने अजब सी ागन हैं लागै
बरसात के दिन आये
मुलाक़ात के दिन आये
हम सोच में थे जिनके
उस रात के दिन आये
बरसात के दिन आये
बरसात के दिन आये
न तुम होश में हो
न हम होश में हैं
बहक जाए न
तुम संभालो हमें
गुजारिश यही हैं तमन्नाओ की
सनम बाजुओं में था लो हमें
जस्बात के दिन आये
मुलाक़ात के दिन आये
हम सोच में थे
जिनके उस रात के दिन आये
बरसात के दिन आये
बरसात के दिन आये
दीवानी दीवानी
जवानी मस्तानी
गर्म साँसों
में तूफ़ान हैं
दीवाना दीवाना
समां हैं दीवाना
जरा सी चाहत भी
बेईमान हैं
धुआँ सा उठे हैं
कही जिस्म से
कहो बादलो से
बरसते रहे
सहा जाये न यह
जुदाई का गम
भला कब तलक
हम तरसते रहे
बरात के दिन आये
मुलाक़ात के दिन आये
हम सोच में थे जिनके
उस रात के दिन आये
बरसात के दिन आये
बरसात के दिन आये
बरसात के दिन आये.