Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rehti Ho Lyrics

Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rehti Ho Song is sung by Kishore Kumar with music composed by Kalayanji Anandji and lyrics written by Kalayanji Anandji. The song features Dharmendra, Shatrughan Sinha and Rakhee.

Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rehti Ho Lyrics in English

Song Name: Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rehti Ho
Movie: Blackmail 

[Chorus]
Pal-pal dil ke paas tum rehti ho
Pal-pal dil ke paas tum rehti ho
Jeevan meethi pyaas yeh kehti ho
Pal-pal dil ke paas tum rehti ho

[Verse 1]
Har shyam aankhon par tera aanchal lehraye
Har raat yaadon ki baarat le aaye
Main saans leta hoon, teri khushboo aati hai
Ek mehka-mehka sa paigaam laati hai
Meri dil ki dhadkan bhi tere geet gaati hai

[Chorus]
Pal-pal dil ke paas tum rehti ho
[Verse 2]
Kal tujhko dekhaa tha maine apne aangan mein
Jaise keh rahee thi tum “mujhe baandh lo bandhan mein”
Ye kaisaa rishtaa hai? ye kaise sapne hain?
Begaane ho kar bhi kyun lagte apne hain?
Main soch mein rehta hoon, dar-dar ke kehtaa hoon

[Chorus]
Pal-pal dil ke paas tum rehti ho

[Verse 3]
Tum sochogi kyon itna main tumse pyaar karoon
Tum samjhogi deewana main bhi iqraar karoon
Dewaanon ki ye baatein, deewane jaante hain
Jalne mein kya mazaa hai, parwaane jaante hain
Tum yunhi jalate rehna, aa-aakar khwabon mein

[Chorus]
Pal-pal dil ke paas tum rehti ho
Jeevan meethi pyaas yeh kehti ho

[Outro]
Pal-pal dil ke paas tum rehti ho

Music Video

Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rehti Ho Lyrics in Hindi

पल पल दिल के पास, तुम रहती हो
जीवन मीठी प्यास, ये कहती हो
पल पल …

हर शाम आँखों पर, तेरा आँचल लहराए
हर रात यादों की, बारात ले आए
मैं सांस लेता हूँ, तेरी खुशबू आती है
एक महका महका सा, पैगाम लाती है
मेरे दिल कि धड़कन भी, तेरे गीत गाती है
पल पल …

कल तुझको देखा था, मैने अपने आंगन में
जैसे कह रही थी तुम, मुझे बाँध लो बन्धन में
ये कैसा रिश्ता है, ये कैसे सपने हैं
बेगाने हो कर भी, क्यूँ लगते अपने हैं
मैं सोच मैं रहता हूँ, डर डर के कहता हूँ
पल पल …

तुम सोचोगी क्यूँ इतना, मैं तुमसे प्यार करूं
तुम समझोगी दीवाना, मैं भी इक़रार करूं
दीवानों की ये बातें, दीवाने जानते हैं
जलने में क्या मज़ा है, परवाने जानते हैं
तुम यूँ ही जलाते रहना, आ आ कर ख़्वाबों में
पल पल …

You may also like...