Mujhe Ek Dafa Apna Keh Kar Pukaro Lyrics

Mujhe Ek Dafa Apna Keh Kar Pukaro Song is sung by Ustad Nusrat Fateh Ali Khan with music composed by Ustad Nusrat Fateh Ali Khan and lyrics written by Ustad Nusrat Fateh Ali Khan. The song features Ustad Nusrat Fateh Ali Khan.

Mujhe Ek Dafa Apna Keh Kar Pukaro Lyrics in English

Song Name: Phiroon Dhoondta Maikadah Tauba Tauba

Ker Rahi Hai Dar Haqiqat Kaam Saqi Ki Nazar
Maikade Mei Gardishein Bara’ay Naam Hai

Phiroon Dhoodtha Maikada Tauba Tauba
Phiroon Dhoodtha Maikada Tauba Tauba
Mujhay Aaj Kal Itni Fursat Nahi Hai

Phiroon Dhoodtha Maikada Tauba Tauba
Mujhay Aaj Kal Itni Fursat Nahi Hai

Phiroon Dhoodtha Maikada Tauba Tauba
Tauba Tauba Tauba Tuaba

Phiroon Dhoodtha Maikada Tauba Tauba
Aaa Tauba Taubaaa Aaa Tauba Tauba

Phiroon Dhoodtha Maikada Tauba Tauba
Mujhay Aaj Kal Itni Fursat Nahi Hai

Phiroon Dhoodtha Maikada Tauba Tauba
Phiroon Dhoodtha Maikada Tauba Tauba Aaa

Phiroon Dhoodtha Maikada Tauba Tauba
Mujhay Aaj Kal Itni Fursat Nahi Hai
Mujhay Aaj Kal Itni Fursat Nahi Hai

Salamat Rahay Teri Aankhon Ki Masti
Salamat Rahe Teri Aankhon Ki Masti
Mujhe Mekashi Ki Zarorat Nahi Hai
Salamat Rahay Teri Aankhon Ki Masti

Mekashi Ki Zarorat Nahi Hai
Salamat Rahay Teri Aankhon Ki Masti
Aaa

Salamat Rahay Teri Aankhon Ki Masti
Aaa

Salamat Rahay Teri Aankhon Ki Masti
Mujhe Mekashi Ki Zarorat Nahi Hai

Salamat Rahay, Salamat Rahe, Salamat Rahe Teri Aankhein
Salamat Rahay Teri Aankein Salamat Rahay
Ey Saqi Teri Aankhein Salamat Rahay

Gila Nahi Jo Gurezaan Hai Chand Paimane
Nigah E Yaar Salamat Hazaar Maikhane
Saqi Teri Aankhein Salamat Rahein

Saqi Teri Aankhein Salamat Rahein
Aaa, Saqi Teri Aankhein, Saaqiii
Saqi Teri Aankhein Salamat Rahein

Khanakte Jaam Ka Mohtaaj Mein Nahi Saaqi
Teri Nigaah Salamat Mujhay Kami Kya Hai
Saqi Teri Aankhein Salamat Rahein

Aankhein Saaqi Ki Salamat, Mere Dushman Tarsay
Tohr? Maikane Hai Niyyat Meri Bharne K Liyeah
Saqi Teri Aankhein Salamat Rahein

Surror Cheez Kiyoon Mikdaar Per Nahi Moqoof
Sharaab Kam Hai To Saaqi Nazar Mila K Pila
Saqi Teri Aankhein Salamat Rahein

Jaam Per Jaam Peene Say Kya Faida
Raat Guzri To Saari Utar Jaye Gi

Teri Nazroon Say Pe Hai Khuda Ki Qasam
Umr Saari Nashe Mein Guzar Jaye Gi
Saqi Teri Aankhein Salamat Rahein
Saqi Teri Aankhein Sal… Aaa
Saqi Teri Aankhein Salamat Rahein

Dil Us Ka Namazi Bun Jaye, Aankh Us Ki Gulabi Ho Jaye
Tu Jiss Ko Mohabbat Say Daikhe, Saqi Wo Sharabi Ho Jaye

Saqi Teri Aankhein Salamat Rahein
Saqi Teri Aankhein Salamat Rahein

Salamat Rahay Teri Aankhon Ki Masti
Mujhe Mekashi Ki Zarorat Nahi Hai

Salamat Rahay Teri Aankhon Ki Masti
Mujhe Mekashi Ki Zarorat Nahi Hai

Yeh Tark E Talluq Ka Kya Tazkara Hai
Yeh Tark E Talluq Ka Kya Tazkara Hai
Yeh Tark E Talluq Ka Kya Tazkara Hai
Aaa

Yeh Tark E Talluq Ka Kya Tazkara Hai
Aaa Yeh Tark E Aaa

Yeh Tark E Talluq Ka Kya Tazkara Hai
Tumhare Siva Koi Apna Nahi Hai

Agar Tum Kaho To Mein Khud Ko Bhula Doon
Tumhein Bhool Janay Ki Taaqat Nahi Hai

Agar Tum Kaho To Mein Khud Ko Bhula Doon
Tumhein Bhool Janay Ki Taaqat Nahi Hai

Rooz Kehta Hoon Bhol Jaoon Tumhein
Rooz Yeh Baat Bhol Jata Hoon

Agar Tum Kaho To Mein Khud Ko Bhula Doon…

Ik Baar Tumhein Aqal Nai Chaha Tha Bhulana
So Baar Junoon Nai Teri Tasveer Dikha Di

Agar Tum Kaho To Mein Khud Ko Bhula Doon
Tumhein Bhool Janay Ki Taaqat Nahi… Aaa

Agar Tum Kaho To Mein Khud Ko Bhula Doon…

Tujh Ko Bholoon Kooshish Ker K Daikhoon Ga
Warna Darya Ulta Behna Mushkil Hai

Agar Tum Kaho To Mein Khud Ko Bhula Doon…
Sa Re Ga Ma (Vocables)

Agar Tum Kaho To Mein Khud Ko Bhula Doon
Tumhein Bhool Janay Ki Taaqat Nahi Hai

Her Ik Mour Per Ik Nayi Baat Chaaye?
Aaa

Her Ik Mour Per Ik Nayi Baat Chaaye?
Rahi Dil Ki Dil Mein Zabaan Tak Na Aayi

Kiyeh Hein Kuch Aisay Karam Doston Ne
K Ub Dushmano Ki Zarorat Nahi Hai

Aqal Ko Roag Maar Daite Hein
Ishq Ko Soog Maar Daite Hein
Aadmi Khud Ba Khud Nahi Marta
Dosre Loag Maar Daite Hein

Kiyeh Hein Kuch Aisay Karam Doston Ne
K Ub Dushmano Ki Zarorat Nahi Hai
Aaa

Kiyeh Hein Kuch Aisay Karam Doston…
(Vocables)

Kiyeh Hein Kuch Aisay Karam Doston Ne
K Ub Dushmano Ki Zarorat Nahi Hai

Hamesha Mere Samnay Say Guzarna
Nigahein Chura Ker Mujhay Daikh Laina

Meri Jaan Tum Mujh Ko Itna Bata Do
Yeh Kya Cheez Hai Gar Mohabbat Nahi Hai

Hazaaron Tammanaein Hoti Hein Dil Mein
Hamari To Bus Ik Tammana Yeh He Hai

Mujhay Ik Dafa Apna Keh K Pukaro
Bus Is K Siva Koi Hasrat Nahi Hai

Mujhay Ik Dafa Apna Keh K Pukaro
Bus Is K Siva Koi Hasrat Nahi Hai

Phiroon Dhondta Maikada Tauba Tauba
Mujhay Aaj Kal Itni Fursat Nahi Hai

Phiroon Dhondta Maikada Tauba Tauba…

Music Video

Mujhe Ek Dafa Apna Keh Kar Pukaro Lyrics in Hindi

कर रही है दर हकीकत काम साकी की नज़र
मयकदे में गर्दिश-ऐ-सागर पराये नाम है

फिरूं ढूंढता मयकदा तौबा तौबा
मुझे आजकल इतनी फुरसत नहीं है
सलामत रहे तेरी आँखों की मस्ती
मुझे मयकशी की जरूरत नहीं है

पिला नहीं जो गुरेजान है चंद पैमाने
निगाह-ऐ-यार सलामत हज़ार मयखाने

खनकते जाम का मोहताज़ मैं नहीं साकी
तेरी निगाह सलामत मुझे कमी क्या है

आँखें साकी की सलामत, मेरे दुश्मन तरसें
दोहरे मयखाने हैं नीयत मेरी भरने के लिए

सुरूर चीज़ क्यूं मिखलार पर नहीं मौकूफ़
शराब कम है तो साकी नज़र मिला के पिला

जाम पर जाम पीने से क्या फ़ायदा
रात गुजरी तो सारी उतर जाएगी
तेरी नज़रों से पी है खुदा की कसम
उम्र सारी नशे में गुज़र जाएगी

दिल उसका नमाज़ी बन जाये
आँख उसकी गुलाबी हो जाये
तू जिसको मुहब्बत से देखे
साकी वो शराबी हो जाये
सलामत रहे तेरी आँखों की मस्ती
मुझे मयकशी की जरूरत नहीं है

ये तर्क-ऐ-ताल्लुक का क्या तज़करा है
तुम्हारे सिवा कोई अपना नहीं है
अगर तुम कहो तो मैं खुद को भुला दूं
तुम्हे भूल जाने की ताकत नहीं है

रोज़ कहता हूँ भूल जाऊं तुम्हे
रोज़ यही बात भूल जाता हूँ.
एक बार तुम्हे अकल ने चाहा था भुलाना
सौ बार जुनूं ने तेरी तस्वीर दिखा दी

तुझको भूलूं कोशिश करके देखूंगा
वरना दरया उल्टा बहना मुश्किल है

हर एक मोड़ पर एक नयी चोट खाई
रही दिल की दिल में जुबां तक न आई
किये हैं कुछ ऐसे करम दोस्तों ने
कि अब दुश्मनों की जरूरत नहीं है

अकल को रोग मार देते हैं
इश्क को सूग मार देते हैं
आदमी खुद ब खुद नहीं मरता
दूसरे लोग मार देते हैं

हमेशा मेरे सामने से गुज़ारना
निगाहें चुराकर मुझे देख लेना
मेरी जान तुम मुझको इतना बता दो
ये क्या चीज़ है गर मुहब्बत नहीं है

हजारों तमन्नाएं होती हैं दिल में
हमारी तो बस एक तमन्ना यही है
मुझे एक दफा अपना कहकर पुकारो
बस इसके सिवा को हसरत नहीं है

फिरूं ढूंढता मयकदा तौबा तौबा
मुझे आजकल इतनी फुरसत नहीं है
सलामत रहे तेरी आँखों की मस्ती
मुझे मयकशी की जरूरत नहीं है

You may also like...