Haye Andar Andar Se Toota Main Lyrics
Haye Andar Andar Se Toota Main Song is sung by Adnan Dhool with music composed by Rabbi Ahmed and lyrics written by Rabbi Ahmed. The song features Sidhart Malhotra and Shraddha Kapoor.
Haye Andar Andar Se Toota Main Lyrics in English
Song Name: Awri
Movie: Ek Villian
Teri bahon mein jo sakun tha mila..
Main dhoondha bohat tha
Phir na mila… aa..
Dunia chhuna chahe mujhko yoon
Jaisey unki saari ki saari main
Dunia dekhe roop mera
Koyi na jaane bechaari main…
Haye tooti saari ki saari main..
Tere ishq mein hoyi Awari main
Haye tooti saari ki saari main..
Tere ishq mein hoyi awari main
Koi shaam bulaaye
Koi daam lagaaye
Main bhi upar se hansti
Par andar se haye…
Kyun dard chhupaaye baithi hai
Kyun tu mujhse kehti hai
Main to khud hi bikhra hua..
Haye andar andar se toota main
Tere ishq mein khud hi se rootha… main
Haye andar andar se toota main..
Tere ishq mein khud hi se rootha… main
Main jee bhar ke ro loon
Teri baahon mein so loon
Aa phir se mujhe mil
Main tujhse yeh boloon
Tu anmol thi
Pal pal bolti thi..
Aisi chup tu laga ke gai
Saari khushiyan kha ke gai
Haye andar andar se toota main..
Tere ishq mein khud hi se rootha… main
Haye teri hoon saari ki saari main
Ho.. par tere liye bazaari main
Music Video
Haye Andar Andar Se Toota Main Lyrics in Hindi
दुनिया छूना चाहे मुझको यूं
जैसे उनकी सारी की सारी मैं
दुनिया देखे रूप मेरा
कोई ना जाने बेचारी मैं
हाय टूटी सारी की सारी मैं
तेरे इश्क़ में हुई आवारी मैं
हाय, टूटी सारी की सारी मैं
तेरे इश्क़ में हुई आवारी मैं
कोई शाम बुलाये, कोई दाम लगाये
मैं भी ऊपर से हँसती, पर अंदर से हाय
क्यूं दर्द छुपाये बैठी है
क्यूं तू मुझसे कहती है
मैं तो खुद ही बिखरा हुआ
हाय अंदर-अंदर से टूटा मैं
तेरे इश्क़ में खुद ही से रूठा मैं
हाय अंदर-अंदर से टूटा मैं
तेरे इश्क़ में खुद ही से रूठा मैं
मैं जी भरके रो लूँ, तेरी बाहों में सो लूँ
आ फिर से मुझे मिल. मैं तुझसे ये बोलूं
तू अनमोल थी, पल-पल बोलती थी
ऐसी चुप तू लगा के गयी, सारी खुशियाँ खा के गयी
हाय, अंदर-अंदर से टूटा मैं
तेरे इश्क़ में खुद ही से रूठा मैं
हाय, तेरी हूँ सारी की सारी मैं
हो, तेरे ही लिये ना सारी मैं