DUA Lyrics – Manan Bhardwaj
Dua Song is sung by Manan Bhardwaj with music composed by Manan Bhardwaj and lyrics written by himself. The song features Manan Bhardwaj, Kaashish Vohra & Rahul Jaittly.
Dua Lyrics in English
Haan patthar ko apna samjh kar
Ek sheesha toot gaya
Ek soone raste par
Haan main akela chhoot gaya
Lag jaati hai agg zehan main
Jab jab bhi barsaat ho
Roz sota hoon yeh soch kar
Aaj aakhiri raat ho
Main dua karunga allah se
Meri maut tere hath ho
Aur agle janam mein phirse meri
Aashiq wali jaat ho
Main dua karunga allah se
Meri maut tere hath ho
Aur agle janam mein phirse meri
Aashiq wali jaat ho
Kya tumhe pata kitna darte hain
Hum ab ishq ke naam se
Achche khaase shayar the
Ab nahi rahe kisi kaam ke
Aa jaati hai yaad tumhari
Kaagaz kalam uthaate hi
Kitne kagaz phenke maine
Likh likh tere naam ke
Kya tha likha tha maine tujh par
Shayad tujhko yaad ho
Roz sota hoon yeh soch kar
Kaash tujhse baat ho
Main dua karunga allah se
Meri maut tere hath ho
Aur agle janam mein phirse meri
Aashiq wali jaat ho
Jahan rehte hain toote aashiq
Main usi jagah pe milta hoon
Tu koshish kar sun’ne to aa
Main aaj bhi gaane likhta hoon
Maine bhi kuchh dil tode hain
Jaise mera toone tooda tha
Mujhe kehne lage hain saare
Ab main tere jaisa dikhta hoon
Jab jaaun main is duniya se
Us din khuda barsaat ho
Aur aagle janam mein phirse meri
Aashiq wali jaat ho
Kya khud ko khuda maante ho
Kya khud ko khuda maante ho
Humein maar to diya
Par ek shayar ko maarne ki
Saza jaante ho
Music Video
Dua Lyrics in Hindi
हां पत्थर को अपना समझ कर,
इक शीशा टूट गया,
एक सुने रास्ते पर,
हां मैं अकेला छुट गया,
लग जाती है आग जहन में,
जब जब भी बरसात हो,
रोज़ सुता हूं ये सोच कर,
आज आखिरी रात हो ||
मैं दुआ करुंगा अल्लाह से,
मेरी मौत तेरे हाथ हो,
और अगले जन्म मैं फिर से मेरी,
आशिकी वाली जात हो ||
मैं दुआ करुंगा अल्लाह से,
मेरी मौत तेरे हाथ हो,
और अगले जन्म मैं फिर से मेरी,
आशिकी वाली जात हो ||
क्या तुम्हें पता कितना डरते हैं,
हम वो इश्क के नाम से,
अच्छे खासे शायर थे,
अब नहीं रहे किसी काम के ||
आ जाती है याद तुम्हारी,
कागज़ कलम उठते ही,
कितने कागज़ फेके मैंने,
लिख-लिख कर तेरे नाम के ||
हो क्या-क्या था लिखा था,
मैने तुझ पर,
शायद तुझको याद हो,
रोज़ सोता हूँ ये सोच कर,
काश तुझसे बात हो ||
मैं दुआ करुंगा अल्लाह से,
मेरी मौत तेरे हाथ हो,
और अगले जन्म मैं फिर से मेरी,
आशिकी वाली जात हो ||
चेहरे ते हैं टूटे आशिक,
मैं उसी जगह पे मिलता हूं,
तू कोशिश कर सुन तो आ,
मैं आज भी गाने लिखता हूं ||
मैंने भी कुछ दिल तोड़े हैं,
जैसा मेरा तूने तोड़ा था,
मुझे कहने लगे हैं सारे,
अब मैं तेरे जैसा दिखता हूं ||
जब मैं जाऊँ इस दुनिया से,
उस दिन खुदा बरसात हो,
और अगले जन्म में फिर से मेरी,
आशिक वाली जात हो ||
क्या खुद को खुदा मानते हो,
क्या खुद को खुदा माने हो,
हमें मार तो दिया,
पर एक शायर को मरने की,
साजा जाते हो ??