Chhod Diya Wo Rasta Jis Raste Se Tum The Gujre Lyrics

Chhod Diya Wo Rasta Jis Raste Se Tum The Gujre Song is sung by Arijit Singh with music composed by Kanika Kapoor and lyrics written by Shabbir Ahmed. The song features Saif Ali Khan, Radhika Apte, Chitrangda Singh & Rohan Mehra.

Chhod Diya Wo Rasta Jis Raste Se Tum The Gujre Lyrics in English

Song Name: Chhod Diya
Movie:
Baazaar

Chhod diya wo rasta
Jis raaste se tum the guzre
Chhod diya wo rasta
Jis raaste se tum the guzre
Tod diya wo aaina jis
Aaine mein tera aks dikhe
Main shaher mein tere the gairon sa
Mujhe apna koi na mila
Tere lamho se mere zakhmo se
Ab to main door chala
Rukh na kiya un galiyon ka
Jin galiyon mein teri baatein ho
Chhod diya wo rasta
Jis raste se tum the guzre
Main tha musafir rah ka teri
Tujh tak mera tha dayara

Main tha musafir rah ka teri
Tujh tak mera tha daayera
Main bhi kabhi tha mehebar tera
Khanabadosh main ab thera
Main bhi kabhi tha mehebar tera
Khanabadosh main ab thera
Khanabadosh main ab thera
Chuta nahi un foolon ko
Jin foolon mein teri khushboo ho
Rooth gaya un khwaabon se
Jin khwaabon mein tera khwaab bhi ho

Kuch bhi na paya maine safar mein
Hoke safar ka main rah gaya
Kuch bhi na paya maine safar mein
Hoke safar ka main reh gaya
Kagaz ka wo sheeda ghar
Bheegte baarish mein beh gaya
Bheegte baarish mein beh gaya
Dekhu nahi uss chandni ko
Jisme ke teri parchaayi ho
Door hu main in hawaaon se
Ye hawaa tujhe choo ke bhi aayi na ho

Music Video

Chhod Diya Wo Rasta Jis Raste Se Tum The Gujre Lyrics in Hindi

छोड़ दिया वो रास्ता
जिस रास्ते से तुम थे गुज़रे
छोड़ दिया वो रास्ता
जिस रास्ते से तुम थे गुज़रे
तोड़ दिया वो आईना
जिस आईने में तेरा अक्स दिखे
मैं शहर में तेरे था गैरों सा
मुझे अपना कोई ना मिला
तेरे लम्हों से, मेरे ज़ख्मों से
अब तो मैं दूर चला..
रुख ना क्या उन गलियों का
जिन गलियों में तेरी बातें हो
छोड़ दिया वो रास्ता
जिस रास्ते से तुम थे गुज़रे
मैं था मुसाफ़िर राह का तेरी
तुझ तक मेरा था दायरा
मैं भी कभी था मेहबार तेरा
खानाबदोश मैं अब ठहरा
खानाबदोश मैं अब ठहरा..
छूता नहीं उन फूलों को
जिन फूलों में तेरी खुशबू हो
रूठ गया उन ख़्वाबों से
जिन ख़्वाबों में तेरा ख़्वाब भी हो
कुछ भी न पाया मैंने सफर में
होके सफर का मैं रह गया
कुछ भी न पाया मैंने सफर में
होके सफर का मैं रह गया
कागज़ को बोशीदाघर था
भींगते बारिश में बह गया
भींगते बारिश में बह गया
देखूं नहीं उस चांदनी को
जिस में के तेरी परछाई हो
दूर हूँ मैं इन हवाओं से
ये हवा तुझे छू के भी आयी न हो

You may also like...